Ye Hawa, Ye Raat, Ye Chandni
2 May 2017

Year: 1952
Movie: Sangdil
Singer: Talat Mahmood
Lyricist: Rajinder Krishan
Music Director: Sajjad Hussain

A beautiful ghazal in appreciation of one's beloved. In 1958, the tune was copied by Madan Mohan for Tujhe Kya Sunau Main Dilruba. Two fabulous songs with similar tunes but very different sentiments. In the copied song, the lover is fervently seeking reciprocation. In the original song, love us mutual, so Dilip Kumar is full of knowing smiles and exudes joy.

Roman Script

Ye Hawa, Ye Raat, Ye Chandni
Teri Ik Ada Pe Nisar Hain
Mujhe Kyu Na Ho Teri Aarzoo
Teri Justajoo Mein Bahar Hai

Hindi

ये हवा, ये रात ये चाँदनी
तेरी एक अदा पे निसार है
मुझे क्यों ना हो तेरी आरजू
तेरी जुस्तजू में बहार है

Roman Script

Tujhe Kya Khabar, O Bekhabar
Teri Ik Nazar Mein Hai Kya Asar
Jo Ghazab Mein Aaye To Kehar Hai
Jo Ho Meherbaan To Qarar Hai

Hindi

तुझे क्या खबर है, ओ बेख़बर
तेरी एक नज़र में है क्या असर
जो गजब में आए तो कहर है
जो हो मेहरबां तो करार है

Roman Script

Teri Baat Baat Hai Dilnasheen
Koi Tujh Se Badh Ke Nahi Haseen
Hai Kali Kali Mein Jo Mastiyan
Teri Aankh Ka Khumaar Hai

Hindi

तेरी बात, बात है दिलनशी
कोई तुझ से बढ़ के नहीं हसीन
है कली कली पे जो मस्तियाँ
तेरी आँख का ये खुमार है

© Copyright 2008—2023, Gurmeet Manku.