Year: 1959
Movie: Anaadi
Singer: Mukesh
Lyricist: Shailendra Singh
Music Director: Shankar Jaikishan
Lyrics: here
One of my favorite songs from childhood that clarifies goals of life: selfless service with a big heart. The lyrics are not so great but the sentiments are superb. Other compositions with a similar theme:
Roman Script
Kisi Ki Muskurahaton Pe Ho Nisar
Kisi Ka Dard Mil Sake To Le Udhaar
Kisi Ke Vaaste Ho Tere Di Mein Pyaar
Jeena Isi Ka Naam Hai
Hindi
Translation
Roman Script
Maana Apni Jeb Se Faqeer Hain
Phir Bhi Yaaro Dil Ke Ham Ameer Hain
Mite Jo Pyaar Ke Liye Wo Zindagi
Jale Bahar Ke Liye Wo Zindagi
Kisi Ko Ho Na Ho, Hame To Aitbaar
Jeena Isi Ka Naam Hai
Hindi
Translation
Roman Script
Rishta Dil Se Dil Ke Aitbaar Ka
Zinda Hai Hamee Se Naam Pyar Ka
Ke Mar Ke Bhi Kisi Ko Yaad Aayenge
Kisi Ke Aansuyon Mein Muskuraayenge
Kahega Phool Har Kali Se Baar Baar
Jeena Isi Ka Naam Hai
Hindi
Translation