Year: 1978 Movie: Pati Patni Aur Woh Singer: Mahendra Kapoor, Asha Bhosle Lyricist: Anand Bakshi Music Director: Ravindra Jain Lyrics: here
In April 2013, I started showering in cold water. A couple of weeks later, I was reminded of this funny 'time pass' song :) It sounds like a real life conversation in a happy family.
My FaceBook friends highlighted two aspects of this song:
1) Sanjeev Kumar is unabashedly showing off his love handles in the year 1978. Nowadays, Indian movie heroes are expected to have six packs to take off their shirt.
(dad)
Thande Thande Pani Se Nahana Chahiye
Gana Aaye Ya Na Aaye Gana Chahiye
Roman Script
(dad)
Beta Bajao Tali, Gaate Hain Ham Qawwali
Bajne Do Ektaara, Chhodo Zara Phawwara
Ye Balti Uthao, Dholak Ise Banao
(mom)
Baithe Ho Kya Ye Lekar, Ye Ghar Hai Ya Theater
Picture Nahi Hai Jana, Bahar Nahi Hai Aana
(son)
Mummy Ko Bhi Andar, Bulana Chahiye
(dad)
Teri Mummy Ko Bhi Andar, Bulana Chahiye
(mom)
Gana Aye Ya Na Aye, Gana Chahiye
Roman Script
(dad)
Tum Meri Hathkadi Ho, Tum Door Kyon Khadi Ho
Tum Bhi Zara Naha Lo, Do Char Geet Ga Lo
Daaman Ko Ho Kyu Bachaati, Are Dukh Sukh Ke Ham Hain Sathi
(mom)
Chodo Hato Anadi, Meri Bhigodi Sadi
Tum To Kaise Besharam Ho, Bacho Se Koi Kam Ho
(son)
Mumy Ko To Ladne Ka Bahana Chahiye
(mom)
Chup Be Shaitan!
(dad + son)
Mumy Ko To Ladne Ka Bahana Chahiye
(mom)
Gana Aye Ya Na Aye
Roman Script
(mom)
Lambi Ye Taan Chodo, Tauba Hai Jaan Chodo
(dad)
Ye Geet Hai Adhoora, Karte Hain Kaam Poora
(mom)
Ab Shor Mat Karo Ji, Sunte Hai Sab Padosi
(dad)
Keh Do Padosiyon Se, Jhaanke Na Khidiyon Se
(mom)
Darwaza Khatkataya, Lagta Hai Koi Aaya
(dad)
Are, Keh Do Ke Aa Rahey Hai, Sahab Naha Rahey Hai
(son)
Mummy Ko Daddy Se Chhudana Chahiye, Ab Toh Mummy Ko Daddy Se Chhudana Chahiye
(all)
Gana Aye Ya Na Aye Gana Chahiye